Masail
Agar walida ne apni kasam di ho ke tujhe meri kasam.
Tujhe wo kaam ahi karna or wo kasam tut jaye. Toh kya karna hoga? Jawab: Walidain Kisi cheez se mana karein, to bachcho ko wo kaam ahi karna chahiye. Surat e Mas’oola me ye qasam sharai ahi. Lehaza koi kaffara ahi. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—