Masail

Taraweeh Namaz Mein Quran Majeed Khatm Karna Kaisa Hai ?

Jawab: Pure Mahine Ki Taraweeh Namaz Mein Ek (1) Baar Quran Majeed Khatm Karna Sunnat e Muakkada Hai. Aur Do (2) Baar Quran Majeed Khatm Karna Afzal Hai Aur Teen (3) Baar Quran Majeed Khatm Karna Mazeed (Zyada) Fazilat Rakhta Hai. Ba’sharte Ki Muqtadiyon Ko Takleef Na Ho, Magar Ek (1) Baar Quran Majeed Khatm Karne Mein Muqtadiyon Ka Lihaaz Nahi Kiya Jayega.

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button