Masail
Azaan Ke Jawab Ka Kya Masla Hai, Hayya Alassalaat Aur Hayya Alalfalaah me kya kehna chahiye?
Jawab: Azaan Ke Jawab Ka Masla Ye Hai Ki Azaan Kehne Waala Jo Kalimah Kahe. Toh Sunne Waala Bhi Wahi Kalimah Kahe. Magar Hayya Alassalaat Aur Hayya Alalfalaah Ke Jawab Me (La Hau La Walaa Quwwata Illa Billah) Kahe Aur Behtar Ye Hai Ki Doono Kahe, Aur Fajr Ki Azaan Me Assalaatu Qairum Minannoum Ke Jawab Me (Sadaqta Wa Barrarta Wa Bil Haqiq Nataqta) Kahe!
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—