Masail

Farz Ki Pehli Doo Rakat Me Surat Milana Bhool Jaaye Toh Kya Kare?

Jawab: Farz Ki Pehli Doo Rakato Me Surat Milana Bhool Jaaye Aur Ruku Ke Baad Yaad Aaye. Toh Pichli Doo Rakato Me Padhe Aur Sajda-E-Sahw Kare Aur Maghrib Ki Pehli Doo Rakato Me Bhool Jaaye. Toh Teesri Me Padhe Aur Ek Rakat Ki Surat Jaati Rahi, Aakhir Me Sajda-E-Sahw Kare!

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button