Masail
Agar Surah Fatiha Padhne Ke Baad Surat Milana Bhool Jaaye Aur Ruku Me Yaad Aaye
Toh Kya Kare? Jawab: Agar Surat Milana Bhool Jaaye, Fir Ruku Me Yaad Aaye. Toh Khada Ho Jaaye Aur Surat Milaaye. Phir Ruku Kare Aur Aakhir Me Sajda-E-Sahw Kare!
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—