Masail
Agar Maghrib ki namaz me sirf 1 rakat hi jamat me mile
To Imam ke salaam ke baad uth kar dono rakat bina qada e akhirah karke padna hai, ya qada e akhirah padke padna hai? Jawab: Imam ke salam pherne ke baad, apni baqiya 2 rekaatein puri kare aur un dono me Qaada kare. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—