Masail
Darul harb kise kehte hai ?
Kya hindustan darul harb me shumar hoga? Hindustan me hum par jahiran koi islami pabandi ahi. Yaha tak ke hum 5 waqt Loud speaker par azan bhi dete hai. Namaz, roza aur hajj sabhi kar sakte hai. To kya ab bhi darul harb kehlayega? Jawab: Darul harb wo mulk hai, jahan kisi zamane me Musalmano ki saltanat aho. Hindustan Darul islam hai. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—