Masail
Kufr Kise Kehte Hai?
Jawab: Deen Ki Zarooriyat Mein Se Kisi Ek Bhi Cheez Ke Inkaar Ko Kufr Kehte Hai. Agarche Baqi Tamam Zarooriyate Deen Ko Haq Aur Sach Manta Ho. Matlab Yeh Hai Ki Agar Koi Saari Zaroori Deeni Baaton Ko Manta Ho. Magar Kisi Ek Ka Inkaar Kare Toh Kafir Hai.
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—