Masail

Agar Paanch (5) Ya Isse Kam Namazein Qaza Ho

Toh Unhein Kab Padhna Chahiye? Jawab: Jis Shakhs Ki Paanch (5) Ya Usse Kam Namazein Qaza Ho Woh Sahbe Tarteeb Hai. Us Par Lazim Hai Ki Waqti Namaz Se Pehle Qaza Namazein Bittarteeb Padhe. Agar Waqt Mein Gunjaish Hote Huwe Waqti Namaz Pehle Padhli, Toh Na Hui. Is Masla Ki Mazeed Tafseel Bahare Shari’at Mein Dekhni Chahiye!

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button