Masail

Kya Ghusl E janabat mein tayammum kar sakhte hai.

Agar bahot tez sardi hai, pani se ghusl karne mein sardi aur badne ka andesha hai? Lekin wazu garm pani se kar le rahe hai, magar Ghusl Nahi aur joh wazu ke liye tayammum ka tarika hai wahi Ghusl ka bhi hai? Agar tayammum kar sakhte hai, toh jahan ajasat laga ho jism main woh tayammum se paak hojayega ya kuch aur tareeka hai? Rahnumai farmaye. Jazakallahuta’ala Jawab: Jab garam pani mayassar hai aur usse ghusl me bimari barhne ka andesha qawi ahi. To Ghusl karna farz hai, tayammum kaafi a hoga. Reh gayi baat agar ghusl par waaqai qudrat ahi, to tayammum uske qaayem maqaam hai. Magar usse pehle ijasat se badan ko paak karna zaruri hai n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button