Masail
Agar kisi bank mein account ho aur woh bank khane ki dawat de, to uska khana khana jayez hai, ya nahi?
Jawab: Agar kafir bank hai, to us daawat me jana jayez ahi ke kiffar o mushrikeen se mel jol jayez ahi. Aur agar muslim bank hai aur sood ka len den wo bank karta hai, to usme jaane se bhi parhez kare. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—