Masail

Agar Humse Maghrib Ki Namaz Ki Do Rakat Chhut Gayi Or Tisri Rakat Mili

To Kya Baaki Ki Rakato Me Alhumdu Ke Baad Surah Padhni Hogi? Jawab: Mazkoora surat me baqiya dono rekaato me Surah Fatiha ke baad, Surah bhi milaayi jaayegi aur dono me Qaada bhi kiya jayega. n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button