Masail

Agar kisi ne mannat mani ki ye kaam hone ke baad main itni rakat namaz padhunga or namaz ki tadad bahot zyada hai

To wo kaam hone par wo amaz kis tarha ada kare? Kya jo qaza amazo me sahulat di gayi hai, amaz aasan karne or jald Ada karne ke liye jaise ruku or sajde me sirf ek baar tasbeeh padhna, qayde me jo sahulat hai. To kya ye sahulato ke saath amaz padh sakte hain? Aur kya asr or fajr ki amaz ke Baad padh sakte hain? Aur iyat kya ki jayegi? Jawab: Makrooh awqaat ke ilawa, waqto me usko ada kare aur zyada hai to mazkoora surat ikhtiyar kiya, yaani ruku sujood me ek ek tasbeeh jaayez hai. n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button