Masail
Zakat Ka Paisa Masjid Mein Lagana Jayez Hai, Ya Nahi?
Jawab: Zakat Ka Maal Masjid Mein Lagana, Madarsa Tameer Karna Aur Usse Mayyat Ko Kafan Dena, Ya Kunwa Banana Jayez Nahi. Agar In Cheezon Mein Zakat Ka Maal Kharch karega, Toh Zakat Ada Na Hogi. Bahar e Shari’at
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—