Masail

Agar Koi Baith Kar Bhi Namaz Na Padh Sakta Ho, Toh Kya Kare?

Jawab: Agar Koi Baith Kar Bhi Namaz Na Padh Sakta Ho, Toh Aisi Surat Mein Leth Kar Namaz Padhe. Is Tarah Ki Chit Leth Kar Qibla Ki Taraf Pao Kare. Magar Pao Na Fhelaye, Balki Ghutne Khade Rakhe Aur Sar Ke Neeche Takiya Wagairah Rakh Kar Zara Uncha Karle Aur Ruku Sajda Sar Jhuka Kar Ishara Se Kare, Yeh Surat Afzal Hai. Aur Yeh Bhi Jayez Hai Ki Dahine (Right) Ya Baayein (Left) Karwath Lethkar Muh Qibla Ki Taraf Karein.

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button