Masail
Ruku Ka Adna (Kam) Darja Kya Hai?
Jawab: Ruku Ka Adna Darja, Ye Hai Ki Haath Ghutne Tak Pahunch Jaaye Aur Poora Ruku Ye Hai Ki Peet Seedhi Bichaade Aur Sar Peet Ke Barabar Rakhe Ooncha Neecha Na Rakhe!
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—