Masail
Taraweeh Namaz Ki Bees (20) Rakatein Kis Tarah Padhi Jayein?
Jawab: Taraweeh Namaz Ki Bees (20) Rakatein Dus (10) Salam Se Padhi Jaayein. Yaani Har Do (2) Rakat Par Salam Phere Aur Har Taraweeh Namaz, Yaani Char (4) Rakat Par Itni Der Baithna Mustahab Hai Ki Jitni Der Mein Char (4) Rakatein Padhi Hai!
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—