Masail
Ye Jo Aaj kal log sanitizer Use kar rahe hai corona virus se bachne ke liye.
Toh usme alcohol paya jata hai. Toh isse use karna kaisa aur Namaz mein kya hukm hoga? Jawab: Alcohol apaak misl e peshab hai. Lehaza usko hatho me lagana goya ke peshab lagana hua. Aur begair dhoye Namaz ada ki, to Namaz a hui. Usko achchi tarah dho kar saaf karna zaruri hai. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—