Masail
Agar Qada e Akheera (Peechli Baithak) Mein Attahiyatu wa Rasooluhu Tak Padhne Ke Baad Bhool Kar Khada Ho Gaya Toh Kya Karein?
Jawab: Agar Ba Qadre Tashahhud Qada e Akheera (Peechli Baithak) Karne Ke Baad Bhool Kar Khada Ho Gaya. Toh Jab Tak Us Rakat Ka Sajda Na Kiya Ho, Laut Aaye Aur Dobara Attahiyat Padhein, Bagair Sajda e Sahw Karein. Phir Tashahhud Bagair Padh Kar Salam Pher De.
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—