Masail

1) Prawns khana Jayez hai kya?

2) Machli ke elawa dusre seafood khana jayaz hai kya. 3) Chaar Imam ke azdeek is ka masla kya hai. Jawab: 1,2) Machli ke siwa aur koi pani mein rehne wala janwar Halal ahi. Jheenga (prawns) bhi machli hi ki qism hai. Magar isme baaz fuqaha ka ikhtelaaf hai isliye bachna behtar hai. 3) Yahan sirf Ahnaaf ke azdeek jo ahkam hai wahi bayan kiye jaate hain. Wa-Allahu Ta’ala A’lam n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button