Masail
Hazrat Abhi Corona Virus Ki Waba Phaili hai To Azaan Dene Kaha Gaya hai Azaan Me “Hayya Las Salaah” Kaha Jaata hai Aao Namaz Ki Taraf.
Magar Namaz To Nahi Hoti? Jawab: Agar us masjid me Namaz hoti hi ahi, to azan ki zarurat hi ahi. Aur agar amaz hoti hai to mukammal azan di jaayegi Aur azan ke jumle hadees se sabit hain pure kahe jayenge. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—