Masail
Agar Kisi Ne Apni Biwi Ko Kaha Tujhe 3 Talaq To Kya 3 Ho Jayegi? Ya Talaq Talaq Talaq Is Tarah Kehne Se Hogi?
ANSWER Koi Agar Apni Biwi Ko Is Tarah Bhi Kahe ?Tujhe 3 Talaq? To 3 Talaq Ho Jaayegi Aur Agar Alag Alag Lafz Se Kaha Jab Bhi Talaq Ho Jaayegi. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—