Masail
Agar Koi Muslim Ladka Kisi Gair Muslim Ladki Se Shadi Karna Chahe. To Kya Wo Kar Sakta Hai?
Jawab: Muslim Ka Nikah Kisi Mushrik Se Ho Hi Nahi Sakta. Musalman Ko Chahiye Ke Muslim Larki Se Nikah Kare Aur Allah Ke Qahr O Gazab O Jalal Se Dare. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—