Aqaid

Agar Naat Recording Me Hai Aur Huzoor-E-Pak Ka Naam-E-Mubarak Us Audio Me Bar Bar Aata Hai

To Durood Padhna Zaruri Hai Ya Nahi? Audio Me Naat Sunne Se Sawab Milta Hai Ya Nahi? ANSWER Baar Baar Durood Shareef Pahna Zaroori Nahin. Ek Majlis Mein Ek Martaba Padh Lena Kaafi Hai. Audio Mein Naat Shareef Sunne Ka Woh Sawab Nahin Jo Haqeeqatan Asl Awaaz Mein Sunne Mein Sawab Hai. n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button