Masail
Agar shauhar ne biwi ko talak di is haal me ke biwi ne suna nahi.
To kya talak waaqai hui, ya ahi? Jawab: Talak ka malik shauhar hai. Quran-e-paak me irshad hua. Nikah ki girah shauhar ke hath me hai. Lehaza agar shauhar e apni biwi ko talak diya, to usi waqt uski biwi par talak waaqe ho jaayegi. Agarche biwi e a suna ho. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—