Masail

Agar Shohar ne apni Biwi ko talaq diya. Biwi samne nahi thi.

Shohar e kagaz me likh ke diye, to kya talaq hojayega? Jawab: Agar waaqai shauhar e apni biwi ko hi talaq likha, ya zaban se talaq diya. To uski biwi par talaq waaqai ho gayi. Agarche biwi wahan maujood a ho. n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button