Masail

Aksaar Kaha Jaata Hai Ki Magrib Baad Ghar Mein Ya Dukaan Mein Jhaadu Nahi Maarni Chahiye Aur Kachra Aur Dhool Bahar Nahi Fekna Chahiye.

Iski Hadees Mein Roshni Daliye ANSWER Buzurgo Ne Raat Me Jhadu Dene Se Mana Farmaya Hai Ke Ye Muflisi Ke Asbab Me Se Hai. Magar Is Se Mutalliq Hadees Ka Mujhe Ilm Nahi. Aur Agar Zarurat Ho To Raat Me Jhadu Dene Me Koi Harj Nahi. n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button