Masail
Aksar Dekha Jaata Hai Log Dukaan Pe Ya Kaam Ki Jagah Susti (Angdaai) Lete Hai.
To Aisa Karna Sahi Hai Aur Kya Aisa Karne Se Panotee Hoti Hai? Jawab: Angdaai Lena, Yaani Hath Paao Tedhe Karna Aur Begair Hath Rakhe Muh Khol Kar Jamaahi Lena Makrooh O Mamnoo Hai. Magar Is Wajah Se Karobar Me Koi Farq Aaye Is Ki Koi Sharai Daleel Nahi. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—