Masail
Aurto Ko Madina Sharif Mein Masjid E Nabvi Mein Namaz Padhna Afzal Ya Room Mein?
ANSWER Auratein Kamre Me Namaz Padhein Wahi Unke Liye Afzal Hai. Masjid E Nabawi Me Sirf Muwaajeh Sharif Ki Ziyarat Ke Liye Jaayein. Namaz Ki Garz Se Na Jaayein. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—