Masail
Bewa Aurat Zewarat, Kangan, Chudi, Ya Gale Me Haar Wagerah Phenna Kaisa?
ANSWER Bewa Aurat Apne Shauhar Ke Inteqal Ke Sog Ke Dino Me Ho. Yaani Iddat Me Ho To Us Waqt Uaka Zewarat Pahenna Jaayez Nahi. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—