Masail
Biwi Apne Shohar Ko Naam Lekar Bula Sakti Hai Kya?
ANSWER Urf Me Ise Ma?yoob Samjha Jata Hai. Shauhar Ke Adab Ka Hukm Diya Gaya Hai Aur Naam Lene Me Tanqees Hai. Lehaza Na Le To Behtar Hai. Agar Naam Le To Gunah Nahi. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—