Masail

Dabbewala Jo Mahaana Pagaar Salary Leta Hai Aur Swiggy Jaise Khana Pahunchane Waale Jo Iski Ujrat Lete Hain.

Kya Ajeer Ke Hukm Me Aayenge. Agar Kafir Ho To Kya Ajeer Hone Ki Wajah Se Unka Laya Huwa Gosht Jayez Hoga? Ajeer Ka Definition Bayan Farma Dein. ANSWER Agar Kafir Ajeer E Khas Ho Yaani Sirf Usi Ke Yahan Kaam Karta Ho Usi Ka Naukar Ho Aur Kahin Kaam Na Karta Ho. To Uske Hath Se Gosht Bhejwane Me Hukm Na Badlega. Swiggy Wagaira Me Kaam Karne Waale Kisi Ek Musalman Ke Ajeer E Khas Nahi Hote. Lehaza Wo Kafir Hai To Us Se Hukm Tabdeel Ho Jayega. n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button