Masail
Darhi Ek Musht Rakhna Wajib Hai. Is Wajib Hukm Ke Baare Me Irshad Farmayein. Jo Na Rakhe Uske Baare Me Kya Hukm Hoga.
ANSWER Jo Daadhi Mundaye Ya Kata Kar Ek Musht Se Kam Rakhe Woh Sakht Gunahgaar Faasiq O Faajir Hai. Us Par Laazim Hai Ke Dhaadhi Mundaane Ya Ek Musht Se Kam Karne Se Taubah Kare Aur Sunnat Ke Mutabiq Dhadhi Rakhe. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—