Aqaid
Dil Jigar Jaan Kya Imaan Bhi Le Lo Khwaja, Ho Gaye Hum Bhi Sakhi Tera Utara Le Kar.
Hazrat Iss Sher Ka Parhna / Sunna Kaisa Hai? ANSWER Ba Zaahir Ye Samajh Me Aata Hai Kr Hum Ap Ke Naam Par Apna Iman Bhi De Sakte Hain Aur Ma?az-Allah Kafir Ho Sakte Hain. Ye Bada Sakht Jumla Hua. Agar Aisa Hi Hai To Kehne Wala Tauba Tajdeed E Iman Kare. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—