Masail
Eid-Ul-Fitr Ke Baad Agar Koi Umrah Ki Niyat Ka Ehram Banta Hai.
To Kya Us Par Us Saal Ka Hajj Wajib Ho Jayega? ANSWER Agar Wo Hajj Ke Dino Tak Begair Kisi Mushkil Ke Wahan Reh Sakta Hai. Ya Itni Isteta’at Hai Ke Wo Hajj Ko Wapis Ja Sakta Hai To Us Par Hajj Farz Hoga. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—