Masail

Ek Aurat Hai Jo Ibadat Karna Chahti Hai Lekin Uske Shohar Use Ibadat Se Rokte Hai.

Aam Dino Me Nafl Roza Rakhe To Use Uske Shohar Taane Dete Hai. Yaha Tak Ke Sab Ko Kehte Hai. Tu Maregi To Teri Mazar Banaunga Tu To Allah Ki Wali Hai. Wo Aurat Kya Karegi Aisi Surat Me? ANSWER Shauhar Ki Ita?at Masiyat Me Jayez Nahi. Aurat Pe Laazim Hai Ke Faraiz O Wajibaat O Sunnate Muakkida Ko Waqt Par Ada Kare Aur Agar Nafli Roza Ke Liye Shauhar Mana Kare To Nafli Roza Na Rakhe. n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button