Masail

Ek Aurat Ke Char Bachhe Hai. Pehla Normal Delivery Hua Bakiya Operation Ke Jariye Hua Hai.

To Hazrat Sawal Ye Hai. Ab Agar Bachha Sikam Me Hua To Jaan Ka Khatra Hai. To Is Surat Me Kya Aurat Operation Kara Sakti Hai, Ke Aab Bachha Naho? ANSWER Operation Ke Zariye Quwwat E Tauleed Hamesha Ke Liye Khatm Ho Jaati Hai Aur Quwwat E Tauleed Ko Hamesha Ke Liye Khatm Karna Sakht Haraam Hai. Aulaad Na Hone Ke Liye Koi Aarizi Chiz Ka Istemal Kare. Maslan Rabarr Ki Thaili Wagiarah Ke Istemal Mein Harj Nahin. n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button