Aqaid

EK JAAHIL SE AGAR KOI GUNAAH HO JAYE JISKA ILM USE NAHI THA KE JAYEZ HAI YA HARAAM,

AUR WAHI GUNAAH YA KOI DUSRA GUNAAH EK AALIM KARE TO, DONO KE GUNAAH ME KYA FARK HAI? ANSWER HADEES ME HAI RASOOLALLAH FARMATE HAI, AALIM KA GUNAAH EK GUNAAH HAI, AUR JAAHIL KA GUNAAH DOHRAH (Double) GUNAAH, ARZ KI:- YAA RASOOLALLAH YAH KAISE, FARMAYA AALIM PAR GUNAAH KARNE KA EK AZAAB HAI, AUR JAAHIL PAR EK AZAAB, GUNAAH KARNE KA HAI, AUR EK ILM NA SEEKH?NE KAA HAI. FATAWA RAZVIYA SHAREEF, JILD-29, SAFA NUMBER-619

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button