Masail

Ek khwab aya hai humari ammi jaan ke mamu ko – haji ali sarkar ke yaha humari ammi bhik maang rahi hai

Aur jab ammi jaan ke mamu humari ammi ko puchte hai tum yaha kyu bhik maang rahi ho. Toh ammi jaan achanak dariya ke paas se gayab ho jate hain. Jawab: Bheek maangte hue dekhna khair o Manfa’t ki daleel hai. Har ek ke sath maze se zindagi basar hogi. Magar log usko Malaamat karenge. Izzat o Martaba Hasil hoga. n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button