Masail
Ek Pariwaar Me Ek Sunni Ladki Ka Rishta Laga To Jis Ladke Se Rishta Laga.
Us Ladke Ke Walid Sunni Hai (TTS) Or Us Ladke Ki Walida SHIA Hai. Lekin Ladke Ki Walida Matam Wagaira Kuch Nahi Karti Hai. Lekin Apne Khandaan Waalo Se Milna Julna Abhi Bhi Barqaraar Hai. To Mujhe Janna Hai Ke Is Ghar Me Ek Sunni Ladki Ki Rishta Ho Sakta Hai. Jawab: Behtar Ye Hai Ke Us Ghar Mein Ladki Ki Shadi Na Ki Jaaye. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—