Masail
Fasiq ko mehfil me naat padna qirat karna or Usse dua karwana kaisa Hai
Ar unki tazeem karna kaisa Hai or aisa agar koi mehfil me kare. To kya hukm hoga. Fasiq ki tazeem karna kaisa hai. Jawab: Fasiq Ki Ta’zeem jaayez ahi. Lehaza usse Koi aisa karana jisme uski Ta’zeem hoti ho jaayez a hoga. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—