Aqaid
Ghar Me Fatiha Dilarahe Ho Aur Beech Me Azan Shuru Ho Jaye.
Tu Kya Fatiha Ko Rukana Hoga? Jawab: Behtar Yahi Hai Ke Fatiha Mauquf Kar Ke Azan Ka Jawab De. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—