Aqaid

Hadees aur sunnat mein kiya Farq hai. Dono ek hi hain ya alag alag hain? Aut kya baat hai ki hum khud ko ahlesunnat kehalwate hain ahle hadees nahi?

Jawaab: Hadees Kehte Hain Huzoor ﷺ ke Qaul o Amal ko Jab Ke Sunnat ka Maana hai Tareeqa. Urfi Maana me is darmiyaan Aam khas ki Nisbat hai ke Har Sunnat Hadees hai. Magar Har Hadees ka Sunnat hona zaruri ahi. n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button