Hadees Sharif mein hai ki Jumma momino ki eid hai
Aur dusri jagah aap ? e farmaya ki Jisne eid ko Roza rakha, usne meri a farmani ki. To kya jumma ke din afil Roza rakh sakte hain? Isi tarah Jumma ko Qaza roza rakhna kaisa? Kuch log kehte hain afl roza single ahi rehna chahiye, 2 ya usse zyada rehna chahiye. Kya ye sahi hai. 27 rajab ko ek hi roza afl agar karein, to kya hoga ya ahi? Jawab inayat farmaye meherbani hogi. Jawab: Jumuah Ke Din Khaas taur se Jumuah ke din ke liye Roza rakhna mana hai. Haan! agar koi Mubarak din ho, to harj ahi. Isi tarah jumuah ke din qaza roza rakhne me bhi harj ahi. Nafl roza single rakha ja sakta hai. Haan! Ashura ka roza Single a rakhe ke yahudio ki mukhalifat ho. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—