Masail

Haiz wa nifas ka hukm kya hai?

Jawab: Haiz wa ifas ki halat me roza rakhna aur amaz padhna haraam hai. Un dino me amaze maaf hai unki qaza bhi ahi. Magar rozo ki qaza aur dino me rakhna farj hai aur haiz wa ifas wali aurat ko Quran majeed padhna haraam hai. Kha’waah dekh kar padhe, ya zubaani aur uska chhoonaa agarache uski jild ya haashiyaa ko Hath, ya ungli ki ok ya badan ka koi hissa lage sab haraam hai. Haan juzadaan me quran majeed ho to us juzadaan ke chhoone me harj ahi! Anwaare Shriat Hindi Page 40

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button