Masail

Hajj aur Umrah me Kankari Saath Se Kam Jaayez Nahi.

Agar Sirf 3 maari Ya Bilkul Nahi To Dam Laajim Hoga Aur Agar 4 Maari To Baaki Har kankari ke Badle Kya Hukm hoga. Jawab: Baaki kankari ke liye Sadqa de. Saath se kam jaayez ahi. Agar Sirf 3 maari Yaa Bilkul ahi To Dam laajim hoga Aur Agar 4 Maari To Baaki Har Kankari ke badle Sadqa de. n(Raddul Muhtaar) Kankari Maarne me pai dar pai hona Shart Nahi. Magar Wafka khilaf’e Sunnat hai. Maslan Ek Kankari Maar kar Ruk gaya phir kuch der baad Dusri Ya Teesri Maari. n(Raddul Muhtaar) Sab Kankariyaan Ek Saath phenki to Yah Saato Ek ke kaayim Makaam (Jagah) huyi. n(Raddul Muhtaar) Reference Bahare sharee’at Hissa 06 Safa 84. n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button