Masail

Hajj e badal ki niyat kaise kare?

Aur india se umrah ka ehram bandhte waqt iyat kare. Ya hajj ka ehram Bandhte Waqt iyat Kare? Jawab: Jiski janib se hajj e badal kar raha hai us par hajj farz hai, to India hi se hajj ki iyat kare, jise ifraad kaha jata hai. Aur Niyat yu kare ke: “Aye Allah mai Falaan ki janib se hajj ki iyat karta hu, tu ise Mere liye asaan farma aur fulaan ki taraf se qubool farma.” n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button