Masail
Hajj ke Safar mein agar Makkah Sharif 15 se 20 din pehle Pahonch gaye
Yo Hajj ka ihram bandhane ko abhi waqt hai. To ab hajj se pahle afli Umrah jo masjid e Ayesha se karte hai wo karna chahiye ? Ya Hajj ke baad hi karna chahiye? To kya karna behtar hai. Jawab: Behtar ye hai ke is darmiyan umrah a kare balke tawaaf karta rahe. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—