Masail
Hajj Per Jane Wali Aurat Haat Per Mehendi Laga Ker Ja Sakti Hai Kya ?
Jawab: Aurat Ka Mahendi Laga Kar Hajj Ke Liye Jane Me Koi Harj Nahi. Bas khayal Rahe Ke Hattal Imkaan Gair Mahram ke Saamne Apni Zeenat Ko Zaahir Na Karein. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—