Aqaid
Hajrat Mai Ek Musalman Hu. Hum Sabse Behtar Kyu Hai.
Ye Jawab Mujhe Kabhi Nahi Mila Mujhe Mutmaieen Kar De Aisa Batao Jisse Mai Mukammal Mutmaieen Ho Jao. Kyuki Koi Bhi Jaat Wala Sochta Hai Ki Mai Sahi Hu. Mera Dharam Sahi Hai. ANSWER Hum Iman Wale Hain To Behtar Hain. Aur Kis Wajah Se Behtar Hain Ye Baat Yu Samajh Nahi Aayegi. Aap Ilm E Deen Hasil Karein Aur Jab Quran O Hadees Aur Fiqhi Kitaabo Ko Acchi Tarah Parhein To Baat Samajh Me Aayegi. Phir Bhi Dil Mutmain Naho To Ye Shaitan Ka Behkaawa Hai. Allah Hamare Iman Ki Hifazat Farmaye. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—